Indian flag Embassy of India in Riyadh

AddressB-1, Diplomatic Quarter
Riyadh 11693
Saudi Arabia
PostalPO Box 94387
Phonelocal: (011) 488.4144
international: +966.11.488.4144
Faxlocal: (011) 488.4750
international: +966.11.488.4750
Emailconsular@indianembassy.org.sa
Web sitehttp://www.indianembassy.org.sa/
Notes24-hour help line: call (01) 488-1982

Comments on this Embassy

shabana khatun
Wed, 19 Mar 2014 08:29 EDT
apne bhai ko wapas bulane k liye
sir hamare bhai ko saudi arab me ak achi naukari me laga denge keh kar le gaye the par use naukari par laga diya kahi bakri charane k liye aap please hamare bhai ko wapas bhej dijiye hume bahar naukari nahi karwani aap plaease bhai ko bhej dijiye
kaleem
Mon, 17 Mar 2014 06:29 EDT
problam.
Main india janaa chahta hoon mere ghar par preshani hai aur ghar ka akela hoon mughey aye hua abhi5maheeney hua hai lekin kafeel jane nahi dega kaise jayen aap hi batayen sir kya koi raasta hai. please help me.
purshotam das vearma
Sun, 16 Mar 2014 09:09 EDT
10 day nat any fone
mera bhai kaha hai
Rajaj.j
Sun, 9 Mar 2014 03:18 EDT
Ja6w
Bhosdi wale ghuskhor hai sab
Mohd Rafat
Sat, 8 Mar 2014 09:36 EST
About My Elder Brother He Lives In Kuwait Now
Sir mere bhai kuwait ki jail me hai wo kase chut sakte hai pls mujhe kuch batao unka kafil kuch ni kar raha hai na hi wo passport bhi nahi de raha hai pleas help me sir


rafat.jamia786@gmail.com this is my e mail add
07838067532 contact no
rakesh kumar
Thu, 27 Feb 2014 14:49 EST
eleticion
Mara naam rakesh kumar hai mare passport no.h3304439 hai. Aaj mari ko 7 month ho gai hai.ma
i kapkil ka kam ma aaya tahi jab mari ko ten days huai to kapil
mara sa bola ki mare pass eleticion kaam nahi hai aur mari sa bola
ki tumko india jana hoga ager rhena hai to sab kuch karna hoga
aur aaj bhi mara ko ekmaa nahi diya jab ekma magta hu to ekama
mohd hamid
Tue, 25 Feb 2014 12:19 EST
Me 7 january2013 ko india se soudi aaya tha me ac technician hun jo salry mujhe batayi gayi thi mera kafil mujhe nahi deta jabki me pura kam jantahun ab me kya karun

ab mujhe india jana hai

Pasport kafil ke pass hai

Mera nomber 0595369856
vijay kumar
Mon, 24 Feb 2014 08:36 EST
i want go back india
Sir
Mera naam vijay kumar.may india se akar 5 months huva may jis kaam pe aya vo kaam chod ke dusara kaam karvaraha hi mere abi tak salary nahi diya mere ko bhahut paresaan kaeraha hi india bejdo bolnese mere marnekeliye arahahi sir mereko helth ka problem bi hogaya saas lenekeliye problem ho rahahi.sir pls reply me may kyakarum.
vijaykumarijm@yahoo.com
mehboob khan
Wed, 19 Feb 2014 02:41 EST
i want visa of govt sector compny
sir mai ek pentar hu kya muje mod saudi arab compny ka visa mil sakta hai aur iske leye kha par apply kar sakta hu plz sir tell me
Md jawed Alan
Mon, 17 Feb 2014 04:19 EST
we want to return India
Sir...Hum logo ko india se ek achhi company bol ke bheja gya tha.magar yaha aane ke bad malum hua ke yah supplyer hai aur hum logo ka visa kafi ka hai.pichhle 10 mahine sa company humlogo ko khane ki liye 9riyal par day deti hai aur rahne ka 4kamre kr flate me 200 aadmi rakhta hai.aur salery ka koi thik nahijab usko dil karta hai tab deta hai..abhi ek mahina pahle hamare sath wale kuchh aadmi ko kafil ke hawale kar diya.jiska pichhla 3 mahine ka salery nahi diya.kafil apni marji se jaha dil karta hai bhej deta hai koi bhi kam karne ke liye.hum log wapas jane ke liye bolte hai to 20000 riyal magta hai.Sir hum logo ke pas koi rasta nahi hai....sir plz koi rasta nikal dijiye...hum logo ka aakhari ummid aap logo par hi tiki hui hai.yaha aap logo ke siwa hum logo ka koi nahi.sir plz..my email..jawedraj1169@gmail.com.sir plz......jai hind

Post a comment on this page

We invite you to share your experiences with the Indian Embassy — obtaining visas and other services, locating the building, and so on. Your comments may be seen by the public, so please do not include private information.

Your name
Headline
Your message
Max 2000 characters
 

This web site is not operated by the Embassy and your comments and questions will not necessarily be seen by its staff. Please note that this is not a forum for broad debate about the foreign policy of India, and such topics will be deleted.