Pakistani flag Embassy of Pakistan in Kuwait

AddressVilla 7, Qasima 5, Qitta 11, Street No. 101
Police Station Road
Jabriya, Kuwait
Phonelocal: 2532.7649
international: +965.2532.7649
Faxlocal: 2532.7648
international: +965.2532.7648
Emailperepkwt@yahoo.com
Web sitehttp://www.pakembkw.org

Comments on this Embassy

Bilal
Mon, 24 Mar 2014 16:00 EDT
To irfan
Hmmm Dakho yr Mari bat us insan say hovi the Jis nay Facebook Ek page banaya howa hai Kuwait visa for Pakistan ...?? Wo khata hai Kay April main bhot umeed hai main ab Dakho yr Kia hota hai
appeal
Mon, 24 Mar 2014 15:38 EDT
muslim human rights
Grate muslim country kuwait open visa for muslim human.
irfan
Mon, 24 Mar 2014 15:15 EDT
to bilal
bilal bhai koi news nahi hai filhal meri daily bat hoti hai kuwait apne frends coz or bhaio se koi ata pta nahi odar bas kuch net par news aai ek mah pehlay un ka he rola gola hai woh b kuch pakisani omeed ligaye bethay hain,idar is page par har banday ka comment karna os ka right hai lekin joth bat likhna dukh ki bat hai,ALLAH PAK par to hum sab ka yakeen hai ALLHAMDOLILLAH lekin kuch paki khabar b to samne aye,muje 5 saal howe is website par sirf logo k comments para karta tha,lekin ab kuch dino se main khud b comment karta hon kiun k idar bohat se log juthay dilasay detay hain or sab ko juthi aas ligate hain,main jo hakikat hai apko bta raha hon,aaj 25march ho gai or 1april 7 din bad hai lekin kuwait mein koi halchal nahi hai,ALLAH PAK karen sab ki dili khowashi pori ho april mein visa open ho jayen,warna hum sab ko milna hoga,dharna
irfan
Mon, 24 Mar 2014 15:01 EDT
dharna
yeh bat thik hai hume sab ko mil kar jana chahiye our pur aman dharna dena chahiye aaj kal media ka dor hai har bat media k zaraye se mumkin hai aakhir 7 saal ho gaye odar kuwait mein 2 lakh pakistani han kisi k father or kisi k husband or kuch apne bachu k bina reh rahay hain,odar indian ko khosh ho kar visa milta hai pakistan k liye itni pabandi kiun,bohat ho gaya sab mil kar fasla kro phir he bat banay gi,april tak dekh lo phir sab mil kr kuch sochte hain,
usman
Mon, 24 Mar 2014 11:16 EDT
dharna
bai sub ma tu ready hon dharna den ak lia ,,islmbad hum sub 1 ho k agr kuwait abssy k bhir dharna dain ga tub he humri suni jaya ,,wesy ni ,,ky aap sub ready han esa krna k lia ,,1 april k bad
salim sheikh
Mon, 24 Mar 2014 10:34 EDT
hello
Dakho kuwait ma is trha kikoi news nahi hai bas Pakistan ma he sub log ya khabra da raha hai ma na pora kuwait guma hai waha par visit visa b nahi milta muja b jao vizat visa mila tha wo b wasta sa ma band visa ma 4 bar vizat pa kuwait ma gaya waha jao Pakistani tha wo para shan hi gaya ka viza jasa mila to mola kuch b kar sakta hai
Salim shaikh
Mon, 24 Mar 2014 10:07 EDT
hello
Pliz apirl ma kuch hi din baki hai app log dil tham ka batho aumid hai ka is bar acha ho ga lakin agir kuch nahi huwa to Islam bad kuwait ambasi ka samna darna daga aur jab tak visa na khull jaya hum log waha sa bahi hate ga yaarn is tarha hamara baat agay tak jaya gi ya to kisi news chanil ka pass chalta hai mill ka ma tom logo ka shat hun kiya app log mera shat do ga phir pata b chall jaya ga ka Kiun band hai visa aur kab khula ga ya b aur jan bahno ko visa cahiya wo b hamara shate da mola ki kasam chaha kuch b ho haya hum ek dusara ka shat da ga bolo manzur hai.?
Bilal
Mon, 24 Mar 2014 10:05 EDT
To irfan
Irfan Bhai koi news hai to Batao koi be but achi hon
irfan
Mon, 24 Mar 2014 09:58 EDT
to ayza
main daily woh facebook wala link chak karta hon same news hain har tarf,is k ilawa or b link hain fb par,jab koi bari news hogi sab ko pta chal jaye ga hum to esay he khabre dundte rehtay hain news agay agay or hum pichay pichay haha,
ayza
Mon, 24 Mar 2014 07:59 EDT
check facebook
Face book per aik page hai "kuwsit visa information for pakistan " is page per aap ko kuch na kuch information milay ge.

Post a comment on this page

We invite you to share your experiences with the Pakistani Embassy — obtaining visas and other services, locating the building, and so on. Your comments may be seen by the public, so please do not include private information.

Your name
Headline
Your message
Max 2000 characters
 

This web site is not operated by the Embassy and your comments and questions will not necessarily be seen by its staff. Please note that this is not a forum for broad debate about the foreign policy of Pakistan, and such topics will be deleted.