Pakistani flag Embassy of Pakistan in Kuwait

AddressVilla 7, Qasima 5, Qitta 11, Street No. 101
Police Station Road
Jabriya, Kuwait
Phonelocal: 2532.7649
international: +965.2532.7649
Faxlocal: 2532.7648
international: +965.2532.7648
Emailperepkwt@yahoo.com
Web sitehttp://www.pakembkw.org

Comments on this Embassy

jutt
Tue, 25 Mar 2014 03:30 EDT
ya bht bra drma chl rha hn kuwit mn
Muhammad Iqbal
Tue, 25 Mar 2014 02:37 EDT
Kuwait Visa
Dear brothers and sisters,

Kuwait has imposes visa ban on six nationalities (Iran iraq pakistan Bangladesh Yamen Syria ) The ban is gonna lift over Bangladesh n coming days tbat is pretty sure as some Kuwiti farmers approched high officials of Ministry of interior few days back.Raja ashraf ex Pm pakistan also visited kuwait you knoe in past in his goverment time and he raised the issue but no use so far.Wo families jo kuwait main rehty hain unko b boht problem hai apny bachoon k rishtoon main.They are not getting good match.Han mary to shadi hi toot gay pakistan man sirf esi chaker main mary wife mujy kehty thy app nain mujy dooka dia hai kuwait ka nam le ker kia doka hai alp sab ko pta hai.Main nhi samjta k visas khul jain gy restrictions hoti hai ake do sal 5 sal nhi koi b question pochna ho friends just fo send i will reply
appeal
Tue, 25 Mar 2014 02:26 EDT
muslim human rights
Grate muslim country kuwait open visa for muslim human.
Admin
Mon, 24 Mar 2014 18:30 EDT
to all
Bhaiyo or behno ap thek keh rae ho dharna dainy ka plan bhut acha hai..atleast media tak to hamari bat or preshani pohnchy kuch to bat bahir aye..but hum log just baaten krty hain jub kuch action krny ki bari ati hai to koi agy nahi ata or shayad isi liye hum pakistani peechy hain..but plz plz is bar sub mil kr isi page se hum log ek ho kar kuch krty hain..april ki bht umeed hai april ka month daikh len phr kuch krty hain sub mil kar..koshish krny walon ko Allah bhi saath daita hai..plzz plzz friends think about it seriously plz..
Admin
Mon, 24 Mar 2014 18:23 EDT
to iqbal bhai..
Iqbal bhai ap ne ye to bata diya hai k boys yahin pak me business plan kren ab..but hum wives ka bhi bata den jin k pas kuwait k elawa koi option nahi hain hum log kaya kren kahan jaen hum sub..
In vison ki waja se humari to life hi spoil ho rai hain hamein kya krna chahye kuch samjh nahi ata hai..
Admin
Mon, 24 Mar 2014 18:19 EDT
to irfan
Irfan G ap mujh se kyun koi update ka keh rae hain sub ko pata hai k mein yahan just sub ko tasali , hosly ya Allah se duaon ki baten hi krti hon..mein ne kabhi koi update share nahi ki yahan..firstly to mujhy koi update hoti hi nahi hai agar confrem update ho to mein is page pr koi news na pochon ap sub se..or jo baten ap sub ko pata hoti hain mujhy bhi wahi pata hoti hain..or baki bat rahi vise open hony ki to april aa raha hai dua kren khair ka or khushiyon bhara start ho april hum sub k liye..just hope for the best..mere pas koi update nahi hai about visa bhai..Allah apna karam krey bus hum sub par..
irfan
Mon, 24 Mar 2014 18:15 EDT
to M.iqbal
iqbal bhai ap ne thik kaha lekin yeh last option hai april ki aap thora or wait kar lay ALLAH PAK karen visa open ho jayen warna idar he pk mein bohat kam hai,sab thik ho jaye ga ap tention na lay main b 5 year se intzar kar raha hon odar kuwait mein humare sab baray waste walay banday hain or or odar k kuwaiti b lekin work visa nahi mil sakta,baki agar kuwait k pm k sath kisi ka wasta hai to visa mil sakta hai,or woh na mumkin bat hai
irfan
Mon, 24 Mar 2014 18:05 EDT
to omer and admin
omer bhai sir aap kidar hain koi comment nahi koi update nahi ap wapis ayen hume ap ki zarorat hai,idar hum sab bohat upset hain ap koi news btao agar ap k pas koi update hai to,
zia
Mon, 24 Mar 2014 17:44 EDT
m.iqbal
Haan jee shayad aap thik kahe rahein hain ab to khulne ki bhi kohi umeed baki nahi rahi pata nahi ab kiya hoga kuch bhi samjh nahi aa rahi hai ya khuda plz plz plz visa open karo ab hamari bas ho gahi hai ab to khulne hi chahi hain kuch to rasta baatao bas april mein kuch hi din baki hai phir dekhte hain ke kiya hoga sab ki bohat umeeden hain.
Muhammad Iqbal
Mon, 24 Mar 2014 17:21 EDT
Kuwait Visa
Aslam Alaikum,

Dear friends uoon to main apko na umeed nhi kerna chahta laken 6 months pehly se agla maheena agla maheena ho rhi hai.App sab se guzarish hai k apna business pakistan main hi set kero kue k wait kerty krrty 4 sal se zaid ks arsa guzer chuka hai.Mujy to yakeen nhi hai app loogoon ka apna mind

Post a comment on this page

We invite you to share your experiences with the Pakistani Embassy — obtaining visas and other services, locating the building, and so on. Your comments may be seen by the public, so please do not include private information.

Your name
Headline
Your message
Max 2000 characters
 

This web site is not operated by the Embassy and your comments and questions will not necessarily be seen by its staff. Please note that this is not a forum for broad debate about the foreign policy of Pakistan, and such topics will be deleted.