Pakistani flag Embassy of Pakistan in Rome

Addressvia Riccardo Zandonai, 84
00135 Roma (Rome)
Italy
Phonelocal: (06) 3630.1775
international: +39.06.3630.1775
Faxlocal: (06) 3630.1936
international: +39.06.3630.1936
Emailpareprome@virgilio.it

Comments on this Embassy

Muhammad Adrees
Tue, 25 Sep 2012 06:50 EDT
Passport
Plzzzzzzzzzzz you. Help. Meeee. my passport is problem me ingestion mujay 50 din ho that h sons passport jams karwaia tha Lekin in logon ne Abu tuck Mai bnaia plzzzzzz. Meri help jar de plzzzzz,,,,my call no,100. plzzzzzzzzzzzzzzz
zain
Wed, 19 Sep 2012 10:27 EDT
passport
janb me na 45 day ple passport renew ka diya tha abi tak wo ni aya or imgration bi open hu gai ha,pls aap log kuch tu khyal krin is bat ka,imgration ka bad ya passsport hamre kis kam ka ha...
rahim
Thu, 6 Sep 2012 11:49 EDT
me ne passport banwan hai
mera passport kaha se bane ga
sahel
Mon, 27 Aug 2012 04:58 EDT
raja
milan conslate.... sham on u sham on ur sistem
dear sir...
milan conslate ka sistem buth he ganda or bura hai waha k jo office work karne walay hain laghta nahe k he is pakistani ..
mie requst ROME embice say kartha hun k app loog aao ak din dakho kia chal ragah hai coofe pizza bus ye kaam hai in loghon ka yaha par so sad ,,,,
meri prob same hai abhi tak kasise ko koi asar nahe para hai ... plz ye na ho k ak din hum sab pakistan app loghon k saath wo kare jo ye italian dakh kar b parshan ho jaye is cheez ko note laye jaye bye thx
safder
Mon, 27 Aug 2012 04:50 EDT
ali
milan conslate walon ke liye jhatka me tayar kar raha hun
asslamo alaikum mera naam ali hai
mene 16.08.2012 ko passport jama karwaya tha mera milan conslate tak ka safar 5 ghante ka hai me wahan 6 bajhe pohonch gaya tha sab se pehle mein tha or socha passport leke jald wapis chala jaun ga, or offie khulne ka time 9 bajhe ka tha par 9 bajhe wahan koi bhi nahin tha offie khula bhi to 9:15 bajhe phir itna rush tha ke bata nahin sakta sab staf agaya or ik janab to bohot gusse mein the woh to jese kisi insan ka bacha lagta hi nahin tha...
phir sab token ready karne mein masroof ho gaye kuch logon nein to wahan apas mein jhagra shuru kardiya phir....
jab token dene ki bari ayi to unho ne ye na dekha ke kon pehle aya hai or kon baad mein is chiz ke jese unhon ne jan ne ki koshish nahin ki phir me sab se pehle wahan pe gaya tha to mera first no tha par mujhe 12 no diya gaya se soch ke mene unse baat ki to wahan pe jo bara unka officer to woh lagta nahin par tha woh officer hi unho ne mujhe gusse mein andar bulaya to jab mene baat batane ki koshish ki to unho ne kaha ke ap apne paperdein hume kuch nahin sun na or bohot hi badtamizi se paesh aye... badtamizi mein bhi kar sakta tha par nahin ki kyun ke woh mujhse umr mein bare the is liye chup kar ke sun li... or urget ka kya matlab hai ke apka kaam foran ho jaye mene urgent passport jama karwaya tha par badkismati se unki machhin kharab thi unho ne after ik week ki date di... ye kesa urgent hai... me 8 saal se italy mein or an kareebi yahan ka citizen ho jaun ga par inko mein sabak sikha ke rahun ga.... mene ik project tiyar kar raha hun in ke liye bas bohot jald samne anae wala hai....
mazhar mahmood janjua
Sat, 25 Aug 2012 09:10 EDT
is it mistake
my old dig pasport no ab 8787121 and new no ab8787122 pls kindly tell mi is it mistake. my e mail janjuadanial@yahoo.com
sahel raja
Thu, 23 Aug 2012 07:00 EDT
bad sistem
salam 1st mie sahel raja from milno
pakistan embice jo k milan mie hai
buth he bura or ganda sistem hai waha ka
waha par jo loog kaam karnay wallay hain
tameez tak nahe hun ko baat karnay ki
plz is cheez ka nots laye jaye plz thx
zahid iqbal
Tue, 21 Aug 2012 03:39 EDT
help for jop befor working in greece embassy of pakistan
i am zahid iqbal from milan
farzana gul
Mon, 13 Aug 2012 05:27 EDT
help me plzzzzzzz
khawar jamil
Tue, 7 Aug 2012 07:53 EDT
hi .i need to make my pajistani id card.

Post a comment on this page

We invite you to share your experiences with the Pakistani Embassy — obtaining visas and other services, locating the building, and so on. Your comments may be seen by the public, so please do not include private information.

Your name
Headline
Your message
Max 2000 characters
 

This web site is not operated by the Embassy and your comments and questions will not necessarily be seen by its staff. Please note that this is not a forum for broad debate about the foreign policy of Pakistan, and such topics will be deleted.