Pakistani flag Embassy of Pakistan in Riyadh

AddressDiplomatic Quarter
Riyadh 11693
Saudi Arabia
PostalPO Box 94007
Phonelocal: (011) 488.4111
international: +966.11.488.4111
Faxlocal: (011) 488.7953
international: +966.11.488.7953
Emailparep_riyadh@yahoo.com
Web sitehttp://pakembassyksa.com/

Comments on this Embassy

Rahim shah
Sun, 7 Apr 2013 11:38 EDT
Something about paki visa in ksa
Assalam-o-aalaikum mere dosto aap allah se umeed rakhe in corrupt logo se nahi ye to sare corrupt lo hain pak may inka to rishwat ke ilawa koi kam he nahi hotha in corrupt logo ne to pak ka naam badnaam krdiya hain aap inse help ki umeed rakhthay hain jo apne bacho ko sara din haram ka paisa khila kr unko barhe krtha hain ye kiya kesi ki help kr sakthay hain ye to khud taba hain inshaallah mujhe umeed hain mujhe pura yaqeen hain allah sub kuch theek krde ga aap bhi allah par barosa rakhay allah se umeed rakhay in haram khuro se nahi in corrupt logo se ummed na rakhay inhe to sharam nahi aathi rishwat aur haram kahne par allah inke mo par nalat behjtha rehtha hain allah ne pehle se inhe barbaad krdiya hain mere dosto allah se dua karo inshaallah sub ku allah theek kr dega
Ahmad
Sun, 7 Apr 2013 07:49 EDT
Degrees Attestation
Any one how I attest my degrees from embassy.My all degrees are already attested from HEC , how much days required and what is fee.Please help me.Thanks
MOHAMMAD HANIF SATTAR
Sun, 7 Apr 2013 07:22 EDT
NOIP
My NOIP is expired,plz guide about its renewal procedure and through which website, I could get print the form.
mubashar
Sun, 7 Apr 2013 04:17 EDT
outpass
Please tell me when embessy will issue the outpass
Hamid Rasool
Sun, 7 Apr 2013 01:45 EDT
Embassider Visit to Tabuk
Regards,
I came to know that Honourable Embassider is visiting District Tabuk.
Let me know the date,stay and activities of this visit.
Thank you.
mian daanish saleem
Sat, 6 Apr 2013 15:37 EDT
mdanisha2002@yahoo.com
sir may ne suna hi k purany he paport ko renew ker k day rehay hen kiya ye such hi ager asa hi to plz kuch btta dain
junaid khan
Sat, 6 Apr 2013 15:28 EDT
naaraz pakistani
aise chughtia web site or chughtia/fazool or nikame log nai deke main ne jis embassy ki web site he nai wo help kya khak kre gi
Shahzad
Sat, 6 Apr 2013 08:37 EDT
Shahzadjan91@yahoo.com
Dear sir"
Main ik shrkey maiy tha kafeel ne haroob dey Dia ha main kai dafa embassy main aia hon out pass ke liye jo zrury pepper the main wo sab Ley k aya tha liken jawab main "na" mly,
Mera ik dost ha jis ne abi out pass bnwaya ha wo muj se ik din pehly embassy main Gia tha muje 3 saall ho rhe hain main na to kam kr skata hon na Pakistan ja skata hon abi main Kia kro Kia yahain bi reshwet k begair kam nai ho skata main bahot zalil ho chuka hon tell me sir ab main Kia kroon.
Faheem Hussain
Sat, 6 Apr 2013 07:44 EDT
Out Pass
Dear Sir,
Main saudia main 5 month se hoon sari payment kar di hai aur iqama abhi tak nahi bana hai woh is liye ke kafeel ka shirqa RED main hai 5 month se woh aik ya do din ye hi khe raha hai main aik ghar main qaid ho kar rahe gaya hoon kafeel se passport manga to us ne kaha ke Maktabalamal main gaya houwa hai woh bhi nahi de raha passport plz main ab jana chahta hoon muj ko out pass bana dain take main apne country ja sakhoon.
Thankxxxxx
knowme
Sat, 6 Apr 2013 07:27 EDT
Pak embassy jst naam k leay embassy mai sb k sb kaam chor hain koi ek banda apni duty sahi tarha nhn kar rha hy jin ki umer ab ghr baithnay ki hain unhy jobs pr rkha hua hy passport renew krwanay do to pak main papers khtm ho gae hain jsy urgent jana hy pak wo kya karyga bt in lougon ko koi farak nhn parta agla maray ya jeay in lougon ne wohi sust kaam krna hota hy

Post a comment on this page

We invite you to share your experiences with the Pakistani Embassy — obtaining visas and other services, locating the building, and so on. Your comments may be seen by the public, so please do not include private information.

Your name
Headline
Your message
Max 2000 characters
 

This web site is not operated by the Embassy and your comments and questions will not necessarily be seen by its staff. Please note that this is not a forum for broad debate about the foreign policy of Pakistan, and such topics will be deleted.