Pakistani flag Consulate-General of Pakistan in Milan

Addressvia Rosa Massara De Capitani, 11
20158 Milano (Milan)
Italy
Phonelocal: (02) 6670.3271
international: +39.02.6670.3271
Faxlocal: (02) 6747.9076
international: +39.02.6747.9076
Emailconsolatodelpakistan@gmail.com

Comments on this Consulate-General

haider ali
Fri, 7 Sep 2012 04:42 EDT
salam to all,
jis kisi ko jo bhi information chaye woh embassy contact kere.consulate waley kuch nahi jantey.intehai rough behaviour hai unka
Shahid
Thu, 6 Sep 2012 09:20 EDT
Can any one tell me the name of counslater and superident in malano.i really appreciate
UNKNOWON
Thu, 6 Sep 2012 05:27 EDT
GOOD JOB FROM EVERY ONE...CONSLATE K NAAM PE AIK DABA HI HAI....
khan
Sun, 26 Aug 2012 17:01 EDT
want to know timeing of punjab consulate
want to know timeing of punjab consulate in milan
safdar ali
Wed, 22 Aug 2012 04:59 EDT
milan conslate walon ke liye jhatka me tayar kar raha hun
asslamo alaikum mera naam ali hai
mene 16.08.2012 ko passport jama karwaya tha mera milan conslate tak ka safar 5 ghante ka hai me wahan 6 bajhe pohonch gaya tha sab se pehle mein tha or socha passport leke jald wapis chala jaun ga, or offie khulne ka time 9 bajhe ka tha par 9 bajhe wahan koi bhi nahin tha offie khula bhi to 9:15 bajhe phir itna rush tha ke bata nahin sakta sab staf agaya or ik janab to bohot gusse mein the woh to jese kisi insan ka bacha lagta hi nahin tha...
phir sab token ready karne mein masroof ho gaye kuch logon nein to wahan apas mein jhagra shuru kardiya phir....
jab token dene ki bari ayi to unho ne ye na dekha ke kon pehle aya hai or kon baad mein is chiz ke jese unhon ne jan ne ki koshish nahin ki phir me sab se pehle wahan pe gaya tha to mera first no tha par mujhe 12 no diya gaya se soch ke mene unse baat ki to wahan pe jo bara unka officer to woh lagta nahin par tha woh officer hi unho ne mujhe gusse mein andar bulaya to jab mene baat batane ki koshish ki to unho ne kaha ke ap apne paperdein hume kuch nahin sun na or bohot hi badtamizi se paesh aye... badtamizi mein bhi kar sakta tha par nahin ki kyun ke woh mujhse umr mein bare the is liye chup kar ke sun li... or urget ka kya matlab hai ke apka kaam foran ho jaye mene urgent passport jama karwaya tha par badkismati se unki machhin kharab thi unho ne after ik week ki date di... ye kesa urgent hai... me 8 saal se italy mein or an kareebi yahan ka citizen ho jaun ga par inko mein sabak sikha ke rahun ga.... mene ik project tiyar kar raha hun in ke liye bas bohot jald samne anae wala hai....
khan mehdi
Mon, 20 Aug 2012 05:53 EDT
aap ka numbar band jah raha hai meine informeshan leni ti aidi card k lya so plz tel mre
CHUDHRY AMJAD PARVAIZ
Sun, 19 Aug 2012 17:00 EDT
COMMENTS
MR COSULAT
I want to inform the authortie our cosulat at the window of public deeling oficials have very rough behave with the peopls mr nadeem ghanee and mr saeed akhtar thay are talking with the peopls laick SHO thay have to chang tear way of talking if they not chang they join the polide not forign offoce thanks.
yasirkhan
Fri, 17 Aug 2012 20:32 EDT
raham karo
Bhai Saab main Milan main rahta ho a hi Italy ki immigration open honey waali hai laikin meray pass passport nahi hai meray pass poranay passport ki goto copy aur overseas I denty card hai par phir bhi SAP passport kiyon nahi bana Kay daitay aap boltay hai police report lai kar aao woh kaisay lai kar aye won document mangtay joh meray pass nahi meherbani ho gi Kay mera passport issue kar dai plzz
Plzzzz
zahid awan
Tue, 14 Aug 2012 09:58 EDT
your are no good
pakistan consulate a sarvice a no good
Ahsan Ali
Mon, 13 Aug 2012 07:30 EDT
APP KI EMBASSY KAB BAND hOTI HE (DATE) OR EMBESSY KA NUMBER BATA DE

Post a comment on this page

We invite you to share your experiences with the Pakistani Consulate-General — obtaining visas and other services, locating the building, and so on. Your comments may be seen by the public, so please do not include private information.

Your name
Headline
Your message
Max 2000 characters
 

This web site is not operated by the Consulate-General and your comments and questions will not necessarily be seen by its staff. Please note that this is not a forum for broad debate about the foreign policy of Pakistan, and such topics will be deleted.