Pakistani flag Embassy of Pakistan in Kuwait

AddressVilla 7, Qasima 5, Qitta 11, Street No. 101
Police Station Road
Jabriya, Kuwait
Phonelocal: 2532.7649
international: +965.2532.7649
Faxlocal: 2532.7648
international: +965.2532.7648
Emailperepkwt@yahoo.com
Web sitehttp://www.pakembkw.org

Comments on this Embassy

Omer
Thu, 20 Mar 2014 13:50 EDT
irfan
mujhe kya zrurt pari hai apke comments parhne ki. sb ko pata he hai kkya ho raha hai kya ni.
Omer
Thu, 20 Mar 2014 13:42 EDT
to irfan.
yr kya banday ho ap mujhe to smjh ni a raha. na main ne gussa kiya na he main apko koi comment karna chahta tha. aur mera ata pata to sb ko ho ga bs apko ni ho ga. vise khule na khule ap apni behas zrur jari rakho ge. khair pakistan ki awam is he liye thek ni ho sakti. Allah hadayat de.
irfan
Thu, 20 Mar 2014 13:29 EDT
to omer
omer bhai muje koi cup nahi milna zeyada news denay se aap lay lo new new news ka aap ko pta ho ga muje to jitna kuwait se pta chala sab ko bta diya.bye yar happy raha kroo gosa karna bori bat hai...1 april k baad aap ka aata pta b nahi milna INSHA ALLAH sab ko good news main he don ga jab b ho gi...
irfan
Thu, 20 Mar 2014 13:24 EDT
to admin and omer
hahaha aap ko pta nahi kya ho gaya mere jitnay b comment hain maine kahin nahi kaha k visay nahi kholne aap dobara par lay..maine yeh kabi nahi kaha k visay nahi kholne maine kaha kholay gay lakin is baat ka kisi ko idar nahi pata na kuwait mien yaar aap to gosa kar gaye sorry yaar.aap sab ko sach keh raha hon k abi koi paki repot nahi hai.meri bai phir bat hoi kuwait farwaniya mein mere ek cozn ek compny k manager hain abi phir maine pocha k kya news hai unho ne btaya k filhal koi news nahi hai.sorry yar yeh sach hai yeh aaj ki news hai baki dua yeh hai k aanay wala kal khoshiyon bara ho...mind na kiya kroo yar gosa karna bori bat hai maine kabi nahi kaha k visay nahi kholay gay yeh juth hai or juth se mujay sahat gosa aata hai.mere sab comment par lo omer sab..
Riaz
Thu, 20 Mar 2014 12:37 EDT
kuwait ka visa chahiye
Yar kuwait ka visa kab opan hoga
WAQAR KHAN
Thu, 20 Mar 2014 11:23 EDT
KUWAIT VISA OPEN
Salaam to All. Just pray to ALLAH k kuwait walay jald visa issue karain Pakistanio ko............Ya ALLAH hamaray haal par reham farma......Ameen.
Admin
Thu, 20 Mar 2014 10:34 EDT
to omer G
You 100% right omer bhai..i agree with u..me ne bhi irfan bhai ko yai bat kahi thi k aisa mat kahen k vise ni khulny hain..Allah par bharosa rakhen Allah k liye kuch mushkil nahi..to ye to rudly hi bolny lage..anyway just hope for the best inshAllah khul jaen ge vise Allah bht karam krey ga hum sub par..pori umeed hai mujhy..ap k comment parh kr bht acha laga...
Omer
Thu, 20 Mar 2014 09:48 EDT
to irfan.
jb apko itni news ka pata tha to ap roz 1 he bt ku karte ho ke ni khulne ? wese bhy jo apne batain batai wo bht pehle sb ko bata chuka hu main aur new bataib bhy batai. ap kehte ho ke sara sach thora karwa hota hai to kya is liye ap karwahat khtm kar ke ye keh rahe the ke vise ni khulen ge? hum bhy to is duniya mienaye hain bhai hamare pass bhy zehan hai hamain bhy pata hai ke kya ho raha hai. 1 april ko bilkul paka koi ni keh raha sb vise april ke andar khul sakte hain. is liye ap ye na kaho ke 11 din reh gye. dinmt gino just believe in ALLAH.
appeal
Thu, 20 Mar 2014 06:50 EDT
muslim human rights
Grate muslim country kuwait open visa for muslim human.
irfan
Thu, 20 Mar 2014 05:35 EDT
to sara
ok sara aap ne thik kaha jo news ho ek dosre ko shre karte jao meri daily odar bat hoti hai is liye odar k halat baya karta hon lekin sara sach thora karwa zaror hota hai kuch logo ko acha nahi lagta ok ALLAH pak behtar karen,

Post a comment on this page

We invite you to share your experiences with the Pakistani Embassy — obtaining visas and other services, locating the building, and so on. Your comments may be seen by the public, so please do not include private information.

Your name
Headline
Your message
Max 2000 characters
 

This web site is not operated by the Embassy and your comments and questions will not necessarily be seen by its staff. Please note that this is not a forum for broad debate about the foreign policy of Pakistan, and such topics will be deleted.